Tarbuj khane ke fayede in hindi

तरबूज खाने के फायदे हिंदी में-


Benefits of eating watermelon in hindi-




Tarbuj kuch dino tak sevan karne se pet ki kabj ki samasya khatam ho jati hai.




Tarbuj ke andar ke gude ko twacha ke jahrile chale par lagakar patti bandhne se chale thik ho jate hai.




Yadi dhup me chalne ke karan bukhar ho jaye to tarbuj ka sevan karne se bukhar thik ho jata hai.




Sukhi khasi hone par tarbuj ka sevan karne se sukhi khasi thik ho jati hai.




Tarbuj ki jar ko taje pani me piskar use tin bar chankar kam se kam 10 dino tak roj khaye issase pathari halkat bahar nikal jati hai.




1 cup tarbuj ke ras me 1 chutki sendha namak dalkar pine se uch raktachap kam ho jata hai.




Tarbuj ka ras pine se joro ke dard me labh milta hai.




Tarbuj ke bijo ka ras ya jus pine se gundo ki kharabi ke karan hone wali sujan khatam ho jati hai.




Tarbuj ke chilke jalakar ushki rakh ko chaalo par lagane se muh ke chale thik ho jate hai.




yadi garmi ka mausam chal raha ho to tarbuj ke ras me kakanamak dalkar pine se allergy dur hoti hai.




sir me dard garmi ke karam ho to tarbuj ke guda ras piye issase dard thik ho jata hai.




pechish ke rogi ko tarbuja khilane se sarir ke andar maldos dur hokar khuni pechish thik ho jati hai , ise rogi ko sevan karane ke baad pani bilkul bhi na pilaye.




bhojan ke bad agr kaleje me jalan hokar ulti aa rahi ho to subah subah 1 glass tarbuj ka ras misri milakar pine se labh milta hai.




tarbuja ko khane se pesab khulkar aata hai jiske falswarup jalodar thik ho jata hai

ise share karna na bhule. 

No comments:

Post a Comment

PLEASE LEAVE YOUR VALUABLE FEEDBACK